Kaho Ek Din
Ke Jo Kuch Bhi Hamare paas hai
Sab kuch tumhara hai
Kaho ek din
Sitara si jinhe kehte ho
Woh aankhein tumhari hein
Jinhain tum shaaf si kahty ho
Woh baahein tumhari hein
Jinhain tum phool si kahty ho
Woh batein tumhari hein
Kaho ek din
Agar sab kuch ye mera hy to
Sab kuch bakhsh do ek din
Wajood apna mujhe tum dedo
Mohabbat do ek din
Mery hathon py apny hath rakh k Rooh khench lo ek din
Kaho ek din
Ke jo kuch bhi hamare paas hai
Sab kuch tumhara hai
Kaho ek din
Kaho ek din (8 times repeat,,,)