Ajay-Atul Deva Shree Ganesha (Ganpati 2026) Скачать

Ajay-Atul Deva Shree Ganesha (Ganpati 2026)

Ajay-Atul

Deva Shree Ganesha (Ganpati 2026)

33 прослушивания
05:57
Все треки Ajay-Atul Текст песни
Слушать
Скачать песню

Текст песни «Deva Shree Ganesha (Ganpati 2026)»

Ajay-Atul

Deva shree Ganesha, deva shree Ganesha
Deva shree Ganesha, deva shree Ganesha
Deva shree Ganesha, deva shree Ganesha
Deva shree Ganesha, deva shree Ganesha
Deva shree Ganesha, deva shree Ganesha
Deva shree Ganesha, deva shree Ganesha
Deva shree Ganesha, deva shree Ganesha
Deva shree Ganesha, deva shree Ganesha

Jwaala si jalti hai aankhon mein
Jiske bhi dil mein tera naam hai
Parwaah hi kya, uska aarambh kaisa hai
Aur kaisa parinaam hai

Dharti, ambar, sitaare uski nazrein utaare
Dar bhi usse dara re
Jiski jiski rakhwaaliya re karta saaya tera

Hey, deva shree Ganesha, deva shree Ganesha
Deva shree Ganesha, deva shree Ganesha
Deva shree Ganesha, deva shree Ganesha
Deva shree Ganesha, deva shree Ganesha

Ho, teri bhakti toh vardaan hai
Jo kamaye wo dhanwaan hai
Bin kinaare ki kashti hai wo
Deva, tujhse jo anjaan hai

Yun toh mooshak sawaari teri
Sab pe hai pehredaari teri
Paap ki aandhiyaan laakh ho
Kabhi jyoti na haari teri

Apni takdeer ka wo khud sikandar hua re
Bhool ke yeh jahan re
Jis kisi ne yahan re saath paaya re

Hey, deva shree Ganesha, deva shree Ganesha
Deva shree Ganesha, deva shree Ganesha
Deva shree Ganesha, deva shree Ganesha
Deva shree Ganesha, deva shree Ganesha

Ho, teri dhooli ka teeka kiye
Deva, jo bhakt tera jeeye
Use amrit ka hai moh kya
Has ke vish ka wo pyaala piye

Teri mahima ki chhaya tale
Kaal ke rath ka pahiya chale
Ek chingaari pratishodh se
Khadi Ravan ki Lanka jale

Shatruon ki kataarein ik akele se haare
Kan bhi parwat hua re
Shlok ban ke jahan re naam aaya tera

Hey, deva shree Ganesha, deva shree Ganesha
Deva shree Ganesha, deva shree Ganesha
Deva shree Ganesha, deva shree Ganesha
Deva shree Ganesha, deva shree Ganesha

Ganpati bappa (morya!)

(Ghalin lotangan vandin charana)
(Dolyani pahin rup tujhe)
(Preme alingan anande pujin)
(Bhave ovaleen mhane namah)

(Twamev mata pita twamev)
(Twamev bandhusch sakha twamev)
(Twamev vidhya dravinam twamev)
(Twamev sarwam mam dev dev)

(Kayena vacha manasendriyenva)
(Buddhayatmna va prakrutiswabhavat)
(Karomi yadhyat sakalam parasmai)
(Narayanayeti samarpayami)

(Achyutam Keshavam Ramnarayanam)
(Krishanadamodaram Vasudevam bhaje)
(Shridharam Madhavam Gopikavallabham)
(Janaki nayakam Ramchandra bhaje)

(Hare Ram, hare Ram, Ram-Ram, hare hare)
(Hare Krishna, hare Krishna, Krishna-Krishna, hare-hare)
(Hare Ram, hare Ram, Ram-Ram, hare hare)
(Hare Krishna, hare Krishna, Krishna-Krishna, hare-hare)

На странице доступен трек Deva Shree Ganesha (Ganpati 2026) от Ajay-Atul (05:57). Слушайте онлайн или загрузите в mp3 в один клик бесплатно на свое устройство — выше есть текст песни.

Другие песни Ajay-Atul

Все 37 треков

Свежее на Muzfrog

Все новинки →