Ali Azmat Shukriya Скачать

Ali Azmat Shukriya

Ali Azmat

Shukriya

123 прослушивания
06:27
Все треки Ali Azmat Текст песни
Слушать
Скачать песню

Текст песни «Shukriya»

Ali Azmat

Mein...
Jaalta raha
Tu...
Hasta raha
Dil ne kaha
Bohat shukriya

Tu...
Tu na raha
Mein...
Mein na raha
Dil bhooj gaya
Ab kia kiya

Teri baaton se chingariya urti rahi
Meri jiwan mein roshini ab nahi rahi
Shayad wohi thi
Thi dewaanagi

Gaaye...
Yeh Dil mera
Tera he geet
Ab toh.
Khud se bhi mein heraan nahi
Heraan nahi

Mein...
Ulja raha
Mein...
Bikra raha
Khud se yu
Dar ta raha
Mein...
Dar ke simaa
Yu...
Larta raha
Bun ke dhoowa
Urta raha

Teri saason mein jo aaj thi
Bhooj si gayi
Meri jiwan mein jo thi kami ab na rahi
Shayad wohi thi
Haywanagi...

Gaaye...
Yeh Dil mera
Tera he geet
Ab toh.
Khud se bhi heraan nahi

Mein...
Jalta raha
Tu...
Hasta raha
Dil ne kaha bohat shukriya

На странице доступен трек Shukriya от Ali Azmat (06:27). Слушайте онлайн или загрузите в mp3 в один клик бесплатно на свое устройство — выше есть текст песни.

Другие песни Ali Azmat

Все 21 трек

Свежее на Muzfrog

Все новинки →