Faiz Ali Faiz Main Jo Shair Kabhi Hota Скачать

Faiz Ali Faiz Main Jo Shair Kabhi Hota

Faiz Ali Faiz

Main Jo Shair Kabhi Hota

57 прослушиваний
12:03
Все треки Faiz Ali Faiz Текст песни
Слушать
Скачать песню

Текст песни «Main Jo Shair Kabhi Hota»

Faiz Ali Faiz

men jo shayar kbhi hota tera sehra kehta
chand ko chand na kehta tera chehra kehta

tujh ko le urta hawaa ban k men khushboo ki tareh
umr bhar rakhta zamanay ki nigahon se parey
dil bhi gar poochta tera to kabhi na kehta
men jo shayr ...
khushnaseebi se mujhe apni he lagta hai h ye dar
meri khushiyon ko na dasly kisi dushman ki nizar
chashme baddoor na kehta to bhala kiya kehta
men jo shayar...
tere kadmon pe hi jaan apni fida kar deta
aakhri farz muhabbat ka ada kar deta.
aur isi farz e muhabbt ko men sajda kehta
men jo shayar ...

На странице доступен трек Main Jo Shair Kabhi Hota от Faiz Ali Faiz (12:03). Слушайте онлайн или загрузите в mp3 в один клик бесплатно на свое устройство — выше есть текст песни.

Другие песни Faiz Ali Faiz

Все 18 треков

Свежее на Muzfrog

Все новинки →