Falak Shabbir Kya Tujhe Ab Ye Dil Bataye Скачать

Falak Shabbir Kya Tujhe Ab Ye Dil Bataye

Falak Shabbir

Kya Tujhe Ab Ye Dil Bataye

21 прослушивание
05:37
Все треки Falak Shabbir Текст песни
Слушать
Скачать песню

Текст песни «Kya Tujhe Ab Ye Dil Bataye»

Falak Shabbir

Kya tujhe ab ye dil bataye
Tujhpe kitna mujhe pyar aaye
Aansuon se likh doon main tujhko
Koi mere bin padh hi na paaye
Yun rahun chup
Kuch bhi na bolu
Barsom lambi neendein so lu
Jin aankhon mein tu rehta hai
Sadiyon tak wo aankhein na kholu
Mere andar khudko bhar de
Mujhko mujhse khali kar de
Mere andar khudko bhar de
Mujhko mujhse khali kar de
Ah-ah-ah-ah-ah-ah-ah
Jis shaam tu na mile
Vo shaam dhalti nahi
Aadat si tu ban gayi hai
Aadat badalti nahi
Kya tujhe ab ye dil bataye
Tere bina kyun saans na aaye
Aansuon se likh doon main tujhko
Koi mere bin padh hi na paaye
Mere andar khudko bhar de
Mujhko mujhse khali kar de
Mere andar khudko bhar de
Mujhko mujhse khali kar de
Ah-ah-ah-ah-ah-ah
Haathon se girne lagi girne lagi
Har aarzu har dua har dua
Sajde se main uth gaya
Jis pal tu mera hua
Oh, ah
Haathon se girne lagi
Har aarzu har dua
Sajde se main uth gaya
Jis pal tu mera hua
Kya tujhe ab ye dil bataye
Kyun teri baahon mein hi chain aaye
Aansuon se likh doon main tujhko
Koi mere bin padh hi na paaye
Mere andar khudko bhar de
Mujhko mujhse khali kar de
Mere andar khudko bhar de
Mujhko mujhse khali kar de
Ah-ah-ah-ah-ah-ah-ah
Oh, ah

На странице доступен трек Kya Tujhe Ab Ye Dil Bataye от Falak Shabbir (05:37). Слушайте онлайн или загрузите в mp3 в один клик бесплатно на свое устройство — выше есть текст песни.

Другие песни Falak Shabbir

Свежее на Muzfrog

Все новинки →