Maana bikhra hoon main abhi
Maine khwaab piroye they
Teri saanson mein gum hoon abhi
Meri chaahat adhoori hai
Mushkilein jab bhi aa jaayengi
Dard had se guzar jaayega
Koyi gham na phir hoga mujhe
'Gar khwaabon mein tum aaoge
Ab toh aadat si hai mujh ko aise jeene mein
Door jitna bhi tum mujh se, paas tere main
Ab toh aadat si hai mujh ko