Kitna kuch hai meri zindagi me chalra
Phir khudse kehta khud ko mein ki ek din sab theek hoga
Ek din bhot paisa hoga ek din bhot khushiya bhi ek din bhot bada
Ghar
Or usmein behti nadiyan bhi
Ek din hasunga me ye soch
kya kya beeta ki
Or Kaise pehle paise ni tha
caj lagra VIP
Haan hak se bolu chote ke eeh saan labhi liya nahi
Or khatra ni liya to jani
Zindagi tu jiya ni
Flow kaaafi taza lagra
Jaise khaya chiya seeds
Insan ko barbad kar deta hai
Yaha oe lalach greed
Jhukhna mujhko aata ni
Bachoan sile hi seedhi peeeth
Murge hai ye game
Deta inko chicken feed
Han aisa kuch bhi ni
Ni dega ni sangeet ye
Ikky ki beat hogi karan hoga feat pe
Phir album charts pe or kalam hoga show pe
cage pe biwi hogi
Or beti bagal seat pe
Lagega jung hi jeet gae
Hamne galtiyan 100 kari
Or uninse seekh gae
Liya ni kabhi bhi cheat day
Janu tere sare cheap play
Beete din kafi ajeeb the
Shayad se likha naseeb me ye sab
Ek din hoga jab me tere fav rapper se bhi oppar hunga
Jo hunga muh pe hunga
Mene dharam apna alag rakha
Rakhi kala alag
Mene rym alag rakhi
Taki lage thodi chatak
Ek din din hoga jab me
Kamre me band hunga
Sath aone beta beti radhe radhe jaaapuga
Ek din hoga jab me ghar se apne bhar hunga
Mera mtlb shows
Pura sher hi baja dumga
Ek din s ach me jani bhot paisa hoga
Or mein us din ek lakh leke aaag me jalandunga
Taki pata rahe kaagz ki aukat
cisa din ni hoga koi
Jab mein wade deke bhagunga