Music, Priyanshu Singh
Neelkamal kahta house mein
Tujhko roop ka singaar diya hai parvardigaar
To bataao, diwaanon ko kya maar daalogi?
Mera jhootha hai na pyaar, phir bhi karti ho inkaar
To bataao, jawaani kya achaar daalogi?
Ki mera jhootha hai na pyaar...
Maangta hoon chumma jab-jab, na-na-na-na karti ho
Haath dha lo, chhammak-chhallo, kyon bahaana karti ho?
Maangta hoon chumma jab-jab, na-na-na-na karti ho
Haath dha lo, chhammak-chhallo, kyon bahaana karti ho?
Ki abhi lagte hain bekaar, umar dhalte hi, sarkaar
Dulha khaatir akhbaar mein istihaar daalogi
Mera jhootha hai na pyaar, phir bhi karti ho inkaar
To bataao, jawaani kya achaar daalogi?
Ki mera jhootha hai na pyaar...
Ram ki kasam, tumhein chaahtein hain dil se
Dil waali deal aake karo Aashu, Neel se
Ram ki kasam, tumhein chaahtein hain dil se
Dil waali deal aake karo Kamalneel se
Ki jis din hoga bangla car, tum se bhi achhi hazaar
Lover hogi, nazar jo ek baar daalogi
Mera jhootha hai na pyaar, phir bhi karti ho inkaar
To bataao, jawaani kya achaar daalogi?
Ki mera jhootha hai na pyaar...