S.p. Balasubramaniam Dil Deewana Скачать

S.p. Balasubramaniam Dil Deewana

S.p. Balasubramaniam

Dil Deewana

Слушать
Скачать песню

Текст песни «Dil Deewana»

S.p. Balasubramaniam

Dil deewaanaa bin sajnaa ke maane naa
Dil deewaanaa bin sajnaa ke maane naa
Ye pagalaa hai, samjhaane se samjhe naa
Ye pagalaa hai, samjhaane se samjhe naa

Dhak–dhak bole, it–ut dole din raina
Ye pagalaa hai, samjhaane se samjhe naa
Ye pagalaa hai, samjhaane se samjhe naa

Dard–a/e–judaae kya hota hai tum jaano main jaanu
Dard–a/e–judaae kya hota hai tum jaano main jaanu
Pyaar bulaae duniyaa roke, kiskaa kehna maanu

Tumse milee bin dil ko kuch bhee sujhe naa
Ye pagalaa hai, samjhaane se samjhe naa
Ye pagalaa hai, samjhaane se samjhe naa

Ban ke lahoo nas–nas mein mohabbat daude aur pukaare
Ban ke lahoo nas–nas mein mohabbat daude aur pukaare
Pyaar mein saba kuch haar diya par himmat kaise haare

Kah do duniyaa dil ka rastaa roke naa
Ye pagalaa hai, samjhaane se samjhe naa
Ye pagalaa hai, samjhaane se samjhe naa

Dil deewaanaa bin sajnaa ke maane naa
Ye pagalaa hai, samjhaane se samjhe naa
Ye pagalaa hai, samjhaane se samjhe naa

На странице доступен трек Dil Deewana от S.p. Balasubramaniam (05:23). Слушайте онлайн или загрузите в mp3 в один клик бесплатно на свое устройство — выше есть текст песни.

Другие песни S.p. Balasubramaniam

Все 25 треков

Свежее на Muzfrog

Все новинки →